blog

Tuesday 16 July 2013

Aankh se lahu na bahaaya kar



Aankh se lahu na bahaaya kar

Aankh se lahu na bahaaya kar,
aye dil use kabhi to bhool jaya kar,
dekhna wo ek din tujhe chorr jaaye ga,
na tu use itna sataaya kar,
itna aetbaar bhi achha nahi hota,
use har ek baat na bataya kar,
shiddat-e-gham se seena phatt jaaye ga,
aankh se kuch aansu bahaya kar,
us jesa tujhe kahin mil nahi sakta,
hazaar baar roothe hazaar baar manaya kar..

No comments:

Post a Comment