blog

Wednesday 3 July 2013

Aashiqui Shayari in Hindi



Aashiqui Shayari in Hindi

Parchhayi Meri Bhi Maine Tere Naam Kar Rakhi Hai
Har Saans Meri Tere Naam Kar Rakhi Hai
Tere Inkaar Ne Itna Paagal Bana Diya Hai
Duniya Ne Meri Zindagi Badnaam Kar Rakhi Hai

Shayari on Kismat in Hindi

Gulaabon Ki Ratah Muskurate Rehna
Par Gulaab Ban Ne Ki Chahat Mat Karna
Kyonki Khushboo Uska Naseeb Hai
Aut Murjha Jana Uski Kismet…

Hindi Painful Shayari

Pyar ki har rasam nibhai thi maine,
Tumhe paane ke liye har kashti dubai thi maine,
Tumne kadar na jaani meri wafaon ki,
Tumhari chahat mein har khushi lutai thi maine…

Sad Shayari on Life

Suraj ko diya dikhane se kya fayeda,
laash ko aag lagane se kya fayeda,
Aye shahjahaan, mumtaz to jaa chuki
Ab laash pe taj banane se kya fayeda..

Dua Shayari for Friend

Har kadam aapke hothon pe hansi ho,
haar pal aapke dil me khushi ho,
sitare bhi zameen par aakar aapko gherle,
aisi chand ke tarah chamakti aapki zindagi ho…

Hindi Zindagi Shayari

Koi khud se bhi pyaara hota hai,
koi to dil ka sahara hota hai,
jaruri nahi zindagi apne liye hi pyaari ho,
zindagi me koi to zindagi se bhi pyaara hota hai..

Yaad Shayari in Hindi

Kuch kehna chahti hun aaj me tumse,
Par na tu hai na tera saaya hai,
Ghut rahi hun ander hi ander mein,
Aaj to teri yaadon se bhi mujhe chain mil paaya hai….

Life Shayari

Kadmo ki duri se dilo ke fasle nhi badte,
Dur hone se ehsas nhi marte,
Kuch kadmo ka fasla hi sahi hamare beech,
Lekin aisa koi pal nhi jab hum apko yad nhi krte..

No comments:

Post a Comment